Monday, October 13, 2014

NAMAAZ BENIFITS"





NAMAAZ BENIFITS"
.
Medical Research Kehti He
Ke Dil Pure Jisam Ko Khoon Saplaayi Karta
Hai.
Lekin Dimaag Dil Se Uper Hone Ki Wajah Se
Khoon Puri Speed Se Dimaag Tak Nahi
Puhnchta or Ye Kami Dimaag Ki Kamzoori Or
Depression Ki Wajah Bannti Hai.
Insaan Din Me Ek Martaba
Bhi Aisi Position Me Aaye Ke Us Ka Dimaag
Us Ke Dil Se Niche Ho, Jis Tarah Musalmaan
SAJDA Karte Hai Tuo, Khoon Sahi Tarah Se
Dimaag Tak Pohunch Jata Hai.
Jis Ki Wajah Se Khoon Dimaag Ko Taro Taaza
Rakhta Hai.
.
SubhanAllah
.
Tum Apne Rab Ki Kon Kon Si Nemato ko
Jhuthlaoge.
Zara Sochiye Jo Allah Ka Banada Din Me 5
Dafa Allah Ke Samne Jhukta Hai tuo Us Ka
Dimaag Kitna Fresh or Tazaa Rehta
Hoga.
Allah Hame 5 Waqt Ki Namaaz Ki Pabandi
Naseeb
Farmaye.
.
Aameen

No comments:

Post a Comment