SHA'BAAN (1)U=>
- SHA'BAAN wo Mahina hai, jisMe
logo ke aa'Mal Allah Ta'ala ke saaMne pesh kiye jate hain.
#
UsaMa bin Zaid(RA): Aye Nabi(SAW)!
Maine aapko Nahi dekha ke
Aap(SAW)kisi bhi Mahine Me itne zyada Roze rakhte hon,
jitna Aap(SAW) Sha'baan Me rakhte hain.
Nabi(SAW): Ye Rajab aur RaMadhan ke beech ka wo Mahina hai
jis se log Ghaflat ka shikaar hain.
Sha'baan wo Mahina hai jisMe Rabb-ul-AalaMeen ke paas aa'Mal uthaye jate hain.
Lihaaza Main is baat ko pasand karta hun ke Baa Haalat-e-Roza, Mere aa'Mal uthaye jaye.
> Nasai'i 2357.
- Isi Mahine Me,
Nabi(SAW) ne RaMadhan ke baad sabse zyada Roze rakhe.
#
Aisha(RA):
Jitne Nafl Roze, Aap(SAW) Sha'baan Me rakhte,
Maine kisi aur Mahine Me Aap(SAW)ko
is se zyada Roze rakhte NAHI dekha.
> Bukhari 1969.

SHA'BAAN (2)U=>
- Sha'baan ke Mahine Me zyada se zyada Roze rakhe jaaye,
taaki haMare aa'Mal SUNNAT PAR AMAL KARTE HUE,
Allah Ta'ala ke saaMne pesh kiye jaaye.
- Aaj uMMat-e-MusliMa,
is Mahine Me bajaaye SUNNAT par aMal kare;
SHIRK, BIDDAT aur GUNAAH Me Mubtilaa aur Mulawwis hai.
Jaisa ke, Eid ka din saMajh kar MELA KE Maanind;
Dukaanon, Makaanon, Darakhton, Qabristano, Gharon, Chhaton, Masjidon ko
- Sajaana,
- CHIRAGHAAN karna,
- Qandeeley Roshan karna,
- Barqi QuMquMey lagana,
- Aatish-Baazi karna,
- Halwa Mandey pakaana,
- Jalse Munaqid karna,
- MAKHSOOS Dua-Azkar karna,
- HALQA lagana,
- KHAAS din ka Roza rakhna,
- 'SalaaMi Roza' rakhna,
- 'Qaza-e-uMri' naaM ki naMaz padhna,
- Qabro ki Ziyarat karna,
- IjtiMaayi Duayein karna,
- Murdo ki Eid Manana.

SHA'BAAN (3)U=>
~ 15 SHA'BAAN
(SHAB-E-BARAAT/SHAB-E-BARA'AH)
- 15 Sha'baan ki raat ko Barr-e-Sagheer Me
Shab-e-Baraat/ Shab-e-Qadr ke naaM se Manaya jata hai.
- KHAAS, 15 Sha'baan ki "Raat ki Fazeelat",
QUR'AN Aur SAHI HADEES se saabit NAHI hai.
- 15 Sha'baan ko le kar jitni bhi Hadeesein Mashhoor hain;
sab DHAEEF(Weak) aur MAUZOO'(Fabricated) hain.
- Baaz log, Surah Dukhaan ki Ayat 3 aur Ayat 4 se istidlaal karte hain,
ke is Me jo "Laylat-ul-Mubaaraka" ka tazkirah hua hai,
wo "Nisf-e-Sha'baan" (15 Sha'baan ki Raat) hai.
Magar ye BAATIL Qiyaas aara'yi hai.
- Aur un DHAEEF aur MAUZOO' hadeeson
ka sahara lete hue,
IS RAAT KI FAZEELAT bayan karne ki koshish ki hai.
Aur is din,
KHUD-SAAKHTA Roza, Nafl Ibadaat,
infiradi ya ijtiMayi taur par ada karte hain.

SHA'BAAN (4)U=>
# AL-HAAFIZ IBN RAJAB(Rh)->
"15 Sha'baan ki Raat ko
Ahle-ShaaM ke Taabi'een Me se,
Khalid bin Ma'daan, Maqhool aur LuqMan bin AaMir waghaira
kaafi TA'ZEEM karte the aur is Me badi Mehnat se Ibaadat karte the.
Aur INHI se,
logon ne is Raat ki FAZEELAT-wa-AZMAT ko liya hai.
AUR YEH BHI KAHA GAYA HAI,
IS SILSILE ME INKO 'ISRAELI' RIWAAYAT MAUSOOL HUI THI.
Is ke baad, logon Me is Raat ki Fazeelat-wa-Ibaadat ke baare Me IKHTILAAF hua.
- Baaz logon ne is ki Fazeelat saabit karne ki koshish ki thi,
jin Me Basra ke kuch Ibaadat-guzaar the.
- Magar ULEMAA-E-HIJAAZ ki AKSARIYAT ne iska INKAAR kiya;
jin Me Ata'a ibn Abi Malika, FUQHA-E-MADINA aur IMAAM MAALIK(Rh) KE ASHAAB hain.
In logon ne is aMal ko 'BIDDAT qaraar diya hai'.
> Lataa'if al-Ma'arif.

CHAAND dekhne ke baad ki DUA =>
- RaMadhan(aur Doosre Mahino) ka CHAAND dekh kar,
ye DUA padhein.
Talha bin Ubaidullah(RA)se riwayat hai ke:
Nabi(SAW), jab Chaand dekhte to ye Dua padhte;
"AllahuMMa aahillahu alaina bil-aMni wal- iMaani was-salaaMati wal-islaMi rabbi wa-rabbukallahu".
> TirMidhi 3451.
Aye Allah! HuM par ye Chaand aMan-e-IMaan aur SalaaMati aur IslaM ke saath tuloo' farMa.
(Aye Chaand), Mera aur tera Rabb Allah hai.

No comments:
Post a Comment