Saturday, January 3, 2015

Quran 2:219



Bismillahirrahmanirrahim

(In Hindi / Urdu & English)

Al Quran : Aap se Sharaab aur juve (gambling) ke bare mein puchte hain (Aye nabi) keh do inmein bada gunaah hai aur logon ke liye kuch fayde bhi hain magar unka Gunah unke fayde se bahut bada hai
Al Quran, Al-Baqara, (2), Verse 219

Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo bhi peene wali cheez nasha laaaye wo haram hai
Sahih Bukhari, Vol 1, 242

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jo Shakhs apne saathi se ye kahe ki aao Juaa khele to usko ( uske kaffare mein) sadqa dena chahiye
Sahih Bukhari, Vol 6, 4860

English Translation:󾮚󾮚

Al Quran : They ask you concerning alcoholic drink and gambling. Say: In them is a great sin, and (some) benefit for men, but the sin of them is greater than their benefit.
Al Quran, Al-Baqara (2), Verse 219

Narrated 'Aisha Radi Allahu Anha: ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "All drinks that intoxicate are unlawful (to drink)."
Sahih Bukhari, Book 4, Hadith 243

Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu Allah's Messenger Sallallahu Alaihi Wasallam said
whoever says to his companion. Come along, let us gamble must give alms (as an expiation).
Sahih Bukhari, Vol. 6, Book 60, Hadith 383

No comments:

Post a Comment