Friday, January 30, 2015

Hadith from Abu Dawud



∗ Jumma Ki Namaaz Ke Wakt Khareed-O-Farokht Chorh Do ….
 Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Aye Emaan Walo! Jab Jumma Ke Din Ki Namaz Ke Liye Pukara Jaye Tou Allah Ki Yaad Ki Taraf Chal Paro Aur Khareed-O-Farokht Chorh Do, Yah Tumhare Liye Behtar Hai Agar Tum Jano. Phir Jab Namaz Puri Ho Jaye Tou Zameen Me Fail Jao Aur Allah Ka Fazal(Rozi) Talash Karo, Aur Allah Ko Kasrat Se Yaad Karo, Taaki Tum Kamyabi Pao”.
- (Surah Al Jumu’ah, Aayat: 9-10)

No comments:

Post a Comment